MY BEAUTIFUL WORLD...

My photo
India
ιαм ѕιмρℓє,ηι¢є,∂є¢єηт αη∂ ∂ιgηιƒιє∂ gιяℓ.....♥

Sunday, November 7, 2010

Mohabbaton k baad bhi..


Main usay kaise aikaila chor don is rah main
sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi.

ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main
door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi

rafta rafta us ko bhi ye duniya ra’as aa gye
muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi

fasly kb kum howay hain rabton k bad bhi
ajnabi thay ajnabi hain “mohabbaton” k baad bhi........

No comments:

Post a Comment