MY BEAUTIFUL WORLD...

My photo
India
ιαм ѕιмρℓє,ηι¢є,∂є¢єηт αη∂ ∂ιgηιƒιє∂ gιяℓ.....♥

Sunday, January 9, 2011

Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay.......



Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay,
Dard-o-gham ko her kisi k samnay khola nahin kertay,

Mohabbat to mohabbat hai,
Bari anmol hoti hai,

Mohabbat ko tarazu main kabhi tola nahin kertay,
Mere khamosh rehne per koi ilzam mat dena,

Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay,........

No comments:

Post a Comment